1 rupiya 1 lakh nahi hota
magar phir bhi 1 rupiya lakh se nikal jaye to
wo b lakh nahi rehta hum aap k lakho yaron
me bas wohi 1 rupiya hai
********************************************
ap dil se yu pukara na karo,
humko yu pyar se ishara na karo,
hum dur hai aapse ye majburi hai hmari,
aap tanhaiyon me yu rulaya na karo..
**********************************************
us dil se pyar kro jo tumhe drd de,
par us dil ko dard na do jo tumhe pyar kare.
kyuki duniya k liye tum 1ho,pr kisi k liye tum sari duniya ho
****************************************************
kab tak khud ko rok paoge,
bina mere aap na re paoge,
hm bus jayenge yado me apki is tarah,
ki phir aap dusro ko yaad karna b bhul jaoge!
**********************************************
teri dosti ne diya sukoon itna,
ke tere baad koi acha na lage,
tujhe karni hai wafa to es ada se kar,
ke tere baad koi bewafa na lage..!!
**********************************************
kuch sitaro ki chamak nahi jati,
kuch yaado ki kasak nahi jati,
kuch logo se hota he aisa rishta,
ki door rehkar bhi unki mehak nahi jati.
**********************************************
aaj yaad na kiya,, na kehna kbhi.
hamari nazro se door na rehna kbhi.
khusi bankar zindgi me aaye ho tum,
ab ashq bankar ankho se na behna kabhi....
沒有留言:
張貼留言